Asar Ki Namaz Ka Waqt Kab Se Kab Tak Rehta Hai?

Jawab: Zohar Ki Namaz Ka Waqt Khatm Ho Jane Se Asar Waqt Shuru Ho Jata Hai Aur Suraj Doobne Se Pehle Tak Rehta Hai. Magar Asar Ki Namaz Mein Takheer Hamesha Mustahab Hai.

Lekin Na Itni Takheer Ki Suraj Ki Tikiya Mein Zardi Aa Jayein!

Share your love