Maghrib Ki Namaz Ka Waqt Kab Se Kab Tak Rehta Hai?

Jawab: Maghrib Ki Namaz Ka Waqt Suraj Doobne Ke Baad Shuru Ho Jata Hai Aur Uttar (north) Dakhshin (South) Faili Hui Safedi Ke Gayab Hone Se Pehle Tak Rehta Hai. Magar Awwal Waqt Padhna Mustahab Aur Takheer Makrooh.

Share your love