Jawab:
Agar Namaz Mein Ayat e Sajda Padhi, Toh Fauran Sajda Kar Lena Wajib Hai.
Teen Aayat Se Zyaada Ki Takheer Karega Toh Gunaahgar Hoga Aur Agar Fauran Namaz Ka Sajda Kar Liya,
Yaani Ayat e Sajda Ke Baad Teen Aayat Se Zyaada Na Padha Aur Ruku Karke Sajda Kar Liya.
Toh Agarche Sajda E Tilawat Ki Niyat Na Ho Sajda Ada Ho Jayega.
Bahar e Shariat