Bachcho ki namaz ki umar hone par kya usko maar kar namaz padha sakte hai.

Agar woh namaz nahi padta ho to, kyuki maine suna hai ke islam mein koi zoor zabardasti nahi hoti.nnHuzur Rehnumai Farmaye.nnJawab:nnBuloog se pehle hi bachche ke liye jab ye hukm hai ke wo 10 saal ka hojaye to Maar kar Namaz parhayi jaye.nnTo baad e buloog jab ke wo apne maan baap ki kifalat me ho Walidain par Namaz ke liye Sakhti karna laazim hai, ke jaan boojh kar farz Namaz chhorne wala fasiq hai.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love