Kya zuhr ki or isha ki 2 sunnat or do half mila kar 4 sunnat padh sakte hai?
4 sunnat padhne ka kya sawab hai?
Jawab:
Ji haan! parh sakte hain aur Afzal ye hai ke dosri rekaat ke Qa’da me tashahhud aur durood bhi parhe aur teesri rekaat ke qiyam me sana parhe.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed.