Agar Maghrib ki namaz mein sirf ek rakat hi jamat mein mile

To Imam ke salaam ke baad uth kar dono rakat bina qada e akhirah karke padna hai, ya qada e akhirah padke padna hai?

Jawab:

Imam ke salam pherne ke baad, apni baqiya 2 rekaatein puri karein aur un dono mein Qaada karein.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love