Ishraq namaz ki fazilat

Tirmizi Shareef Mein Hai Ki Huzoor Sallallahu Alaihi Wa Sallam Ne Farmaya Ki: Jo Fajr Ki Namaz Jamaat Se Padh Kar Khuda Ka Zikr Karta Rahein.Yaha Tak Ki Suraj Buland Ho Jaayein. Phir Doo (2) Rakat (Namaz e Ishraq) Padhein. Toh Usko Poore Hajj Aur Umrah Ka Sawab Milega.

Share your love