Imam namaz padha rahe the zaid ne imam ke saath dusre rakaat se namaz padha.

To kya usko sajda e sahw karna wajib hai.nnKyuki usne Attahiyat ke waqt pura Attahiyat aur sab padh liya aur Ya to wo sirf Attahiyat hi padha.nnLekin subhanallah teen baar bolne ke miqdaar tak khamosh raha.nnJawab:nnMazkoora surat me muqtadi par sajda e sahw wajib nahi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love