Safar Ke Dauran Agar Ek Waqt Ki Namaz Qasr Ho Gayi.

Magar Uska Waqt Faut Hone (Guzarne) Se Pahle Agar Musafir Apni Mustaqil Rehaish Per Pahunch Jayein. Tu Namaz Qasr Padhi Jaayegi Ya Puri Adaa Karni Hogi?

Jawab:

Abhi Qasr Namaz Nahi Padhi Thi Ke Muqeem Ho Gaya, To Ab Qasr Nahi.

Balkeh Poori Padhna Farz Hai.

Khalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love