Tahajjud ki Namaz padhna Sunnat hai ya Nafil aur kitni Rakat padhna Afzal aur sunnat se sabit hai.

Aur kya Sarkar Aala Hazrat Azimul Barkat Imam-e-Ahle Sunnat Imam Ahmed Raza khan fazile Barelvi Radiallahu Taala Anhu Tahajjud ki Namaz padha karte the.

Jawab:

Namaz e Tahajjud Sunnat e Gair Muakkidah hai.

Aur Huzoor Sallallahu Alahi Wassallam se 8 rekaat tak sabit hai.

Sarkar Aala Hazrat Azimul Barkat Imam-e-Ahle Sunnat Imam Ahmed Raza khan fazile Barelvi Radiallahu Taala Anhu bhi Tahajjud ki Namaz parha karte the.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love