To Sajda Sahw Karna Hai. Ya Fir Namaz Daurani Padhegi.nnIsi Tarha Hi Agar Kisi Ne 3 Sajde Kiye To Uska Kya Hukam?nnJawab:nnAgar Use Namaz Wala Sajda Aakhir Me Yaad Aaya To Woh Namaz Wala Sajda Kare.nnPhir Tashahhud Padhe, Phir Sajda E Sahw Kare, Phir Tashahhud O Durood E Ibrahimi O Dua E Masurah Ke Baad Salaam Phere.nnHuzoor Sadrushshariah Badruttariqah ???? ?????? ???????? Irshad Farmate Hai.nnKisi Rakat Ka Koi Sajda Rah Gaya Aakhir Me Yaad Aaya To Sajda Karle.nnPhir Attahiyat Padh Kar Sajda E Sahw Kare Aur Sajda Ke Pahle Jo Af?aal E Namaz Ada Kiye Baatil Na Honge.nnHaa Agar Qa?dah Ke Baad Woh Namaz Wala Sajda Kiya,To Sirf Woh Qa?dah Jaata Raha.nn(Bahar E Shari?at Hissa 4 Sajda E Sahw Ka Bayan)nnAur Agar Kisi Ne Ek Rakat Me Bhool Kar Teen Sajde Kiye Woh Bhi Aakhir Me Sajda Sahw Kare.nn????? ?????? ????nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????