NAMAZI KAB KURSI PAR NAMAZ PADH SAKTA HAI?

ANSWERnnKhade Ho Kar Namaz Padhne Par Qudrat Ho To Baith Kar Namaz Nahi Ho Sakti.nnnAgar Thodi Der Bhi Khade Ho Sakte Ho To Utni Der Khade Ho Kar Jab Bilkul Taaqat Na Rahe Khade Rahne Ki To Baith Jaye Aur Ruku Sajde Ke Saath Namaz Ada Kare.nnnAgar Ruku O Sajde Kar Sakte Hai To Kursi Pe Namaz Na Hogi.nnnIs Liye Ke Kursi Par Baith Kar Ruku O Sajda Nahi Hota.nnnBalkeh Ruku O Sajde Ke Liye Isharah Hota Hai.nnnJab Ruku O Sajde Pe Qudrat Ho To Isharah Se Namaz Nahi Hogi.nnnHaan Agar Zameen Par Baith Kar Bhi Ruku O Sajde Karne Ki Taaqat Na Ho To Kursi Par Baith Kar Namaz Ho Jaayegi.nnn????? ?????? ????nnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love