Namaz Mein Ruku Or Sajde Mein Jo Tasbih Padhi Jati Hai

Woh Kitni Martaba Padh Sakte Hai. Zaid Ka Kehna Hai Ke Wo Sirf 3,5,7,9 Bar Is Tarah Odd Numbers Mein Hi Padh Sakte Hai.

Kya Yeh Baat Durust Hai.

Ya 4,6,8,10 Baar Is Tarah Even Numbers Mein Bhi Padh Sakte Hai?

Jawab:

Tasbeehaat E Ruku O Sujood Ko Taaq (Odd) Adad Mein Parhna Sunnat Hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love