JIS MAKAN ME AAINA E QADDE AADAM (YANI AADMI KI HIGHT KE BARABAR) CHARO TARAF SHISHE LAGE HUN

TO US MAKAN ME NAMAZ PADHNA KAISA HAI?nnANSWERnnAAINA SAMNE HOTO NAMAZ ME KARAHAT NAHI. KI SABABE KARAHAT TASWEER HAI AUR WO YAHAN MAU?JOOD NAHI.nnnAUR AGAR ISE TASWEER KA HUKM DEN TO AAINA KA RAKHNA BHI MISLE TASWEER NAZAYEZ HO JAYE.nnHALA KI BIL IJMA?A JAYEZ HAI AUR HAQEE?QAT AMR YE HAI KI WAHAN TASWEER HOTI HI NAHI.nnBALKI KHUTOTE SHUAA?I (?????? ????) AAINA KI SAQALAT KI WAJAH SE LAUT KAR CHAHRA PAR AATE HAIN.nnnGOYA YE SHAKHS KHUD APNE KO DEKHTA HAI NA YE KI AAINA ME USKI SURAT CHAPTI HO!nnnFATAWA AMJADIA, JILD-AWWAL, SAFA-184

Share your love