AUR NAAK KI HADDI NA LAGI TO AISE ME NAMAZ KA KYA HUKM HAI?
Jawab:
SAJDA MEIN PESHANI KA ZAMEEN PAR ZAMNA FARZ HAI, AUR NAAK IS TARAH ZAMANA KE JO HISSA NAAK KA NARAM HAI.
ISKE DABNE KE BAAD NAAK KI HADDI ZAMEEN PAR ZAM JAAYE YAH WAAJIB.
AGAR NAAK KI NOK ZAMEEN SE CHOO GAYI AUR HADDI NA LAGI.
NAMAZ WAJIBUL I’AADA HUYI.
HADEES MEIN IRSHAD HUWA YAANI PESHANI ZAMEEN PAR LAGNE KA YAH MATLAB HAI KE NAAK KI HADDI BHI ZAMEEN PAR LAG JAAYE.
FATAWA AMJADIYA, JILD-AWWAL, SAFA NUMBER-84