FARZ E ISHA NAMAZ KE BAAD (Yaane Isha Ki Farz Ke Baad) DO RAK?AAT SUNNAT PADHNE KI NIYAT KI

BAJAYE SALAM FERNE KE KHADA HO GAYA YAH KHYAAL KARKE KI DO RAKAT NAFL AUR PADHNA HAI, WAH BHI ISME SHAMIL HO JAYEGI.nnAISI SOORAT ME NAMAZ KA KYA HUKM HAI, NAMAZ HOGI YA NAHI?nnJawab:nnBEHTAR YAH HAI KE DO RAKAT PAR SALAAM FER DE.nnAGAR SALAAM NA FERA AUR DO RAKATE AUR MILA LI JAB BHI NAMAZ HO GAYI.nnYAANI SUNNAT E MUAKKADA AUR NAFL DONO ADAA HO GAYI!nnFATAWA AMJADIYA, JILD AWWAL, SAFA NUMBER-234

Share your love