Jo Namaz Me Idhar ? Udhar Tawajjo Karta Hai Uske Liye Kya Hukm Hai?

ANSWERnnBajjaj Ne Jabir Ibne Abdullah ??? ???? ??? Se Riwayat Ki Farmate Hai.nnHuzoor ? Jab Admi Namaz Ko Khada Hota Hai Allah ? Apni Khaas Rahmat Ke Saath Uski Taraf Mutawajjah Hota Hai.nnAur Jab Idhar-Udhar Dekhta Hai Farmata Hai Aye Ibne Adam Kis Taraf Tawajjo Karta Hai.nnKya Mujhe Se Koyi Behtar Hai Jis Ki Taraf Tawajjo Karta Hai.nnPhir Jab Dobaara Tawajjo Karta Hai Aisa Hi Farmata Hai,nnJab Teesri Baar Tawajjo Karta Hai Allah Ta?Ala Apni Is Khaas Rahmat Ko Usse Pher Leta Hai.nnBAHAR-E-SHARI?AT Hissa Teesra Safa 131nnKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnnMufti Dilshad Ahmed Qadri Sahab

Share your love