Mard Ke Liye Sajde Ki Halat Me Baaju Karwato Se Juda Hona Kaisa Hai?

Jab Ki Tanha Namaz Padhta Ho?nnANSWERnnMard Ke Liye Sajde Me Sunnat Yah Hai Ki Baaju Karwato Se Juda Ho Aur Pet Raano Se Aur Kalaaiyaan Zamin Par Na Beechaye.nnMagar Jab Saf Me Ho To Baaju Karwato Se Juda Na Honge.nn(Hidaya 1 ? 90, Aalamgeeri 1 ? 70 , Durre Mukhtar 1 ? 338)nnHadees Me Hai Jis Ko Bukhari Wa Muslim Ne Anas ??? ???? ??? Se Riwayat Kiya Ki Farmate Hai.nnHuzoor ? Sajde Me Aytidaal (Darmiyani Halat) Kare Aur Kutto Ki Tarah Kalaaiyaan Na Beechayein Aur Sahi Muslim Me Barra Ibne Aajib ??? ???? ??? Se Marvi Hai KinnHuzoor ? Farmate Hai Jab Tu Sajda Kare To Hatheli Ko Zamin Par Rakh De Aur Kalaiyaan Utha Le.nnAbu Dawood Ne Ummul Momin Maimuna ??? ???? ????? ???? Se Riwayat Ki,nnJab Huzoor ? Sajda Karte To Dono Haath Karwato Se Door Rakhte Yaha Tak Ki Haatho Ke Neeche Se Agar Bakri Ka Bachha Gujrana Chahta To Gujar Jaata.nnAur Muslim Ki Riwayat Bhi Isi Ke Misl HainnDusri Riwayat Bukhari Wa Muslim Ki Abdullah Ibne Malik Ibne Abu-Hurrairah ??? ???? ??? Se Yoon Hai Ki Haatho Ko Kushada Rakhte Yaha Tak Ki Bagal Mubarak Ki Safedi Zahir Hoti.nBahar-E-Sahari?At Hissa Teesra Safa 71nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love