Kaun se waqto mein Namaz Padhna jayez Nahi

Mas’Ala: Koi So Raha hai Ya Namaz padhna bhul gaya to jise malum ho us par wajib hai ki sote ko jagade aur bhule huye ko yaad dila de.

Durre mukhtaar

Mas’Ala: Qaza ke liye waqt Muayyan (Mukarra) Nahi Umr mein jab bhi padega Bari-ujjama ho jayega.

Tulu wa Guroob Aur Zawal ke waqt ki in 3 waqto mein Namaz jaayez nahi.

Yaani In 3 waqto ke Alaawa umr mein kisi bhi Namaz ki qaza Kisi bhi waqt padh Sakta hai.

Aalmgeeri
Bahar E ShariAt 4tha Hissa Safa No 37

Khalifa e Huzoor Tajushsharia
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love