Kisi Rakat ka koyi Sajda Rah gaya Aakhir me Yaad Aaya To Ab kya hukm hai?

Mas’Ala: Aayte Sajda padi Aur Sajda karna Bhul gaya To Sajda-E-Tilawat kare Aur Sajda-E-Sahw kare.nn(Aalamgeeri)nnMas’Ala: Kisi Rakat ka koyi Sajda Rah gaya Aakhir me Yaad Aaya to Sajda kare phir Attahiyat padh kar Sajda-E-Sahw kare. Aur Sajda-E-Sahw ke pahle jo Afaale Namaz Ada kiye baatil na honge.nnHaan, Agar Qa’ada ke baad wah namaz waala Sajda Kiya, to sirf wah Qa’ada jaata Rahan

Bahar E Shari’At 4tha Hissa Safa No 43,44

n

??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love