Category Nikah

Meher e Fatima Ki Miqdar Kitni Hai?

Jawab: Meher e Fatima Ki Miqdar 160 Bhar Chandi Yaani Taqreeban 1 Kilo 700 Gram Chandi Hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Ahle Kitab Se Nikah Jaayez Hai Kya?

Jawab: Is Zamane Mein Ahl-E-Kitab Harbi Hi Hai. Zimmi Ya Mustamin Nahi Aur Harbi Kitaabiya Se Nikah Durust Nahi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Nikah ke baad walima

Agar nikah subah ko hua aur usi raat aurat ko ayyam shuru ho gaye. To ab qurbat to nahi hui lekin. Kya dusre din walima kar sakta hai? Agar qurbat kare bina dawat karein to kya use walima kahenge? Kya…

Shab e Zufaf Ka Matlab Kya Hai?

Aur Kya Walima Ke Liye Humbistri Zaruri Hai? Aur Aaj Kal Wahabiyo Mein ek Hi Din Mein Nikah, Walima Karte Hai. Jawab: Shab e Zufaf Us Raat Ko Kaha Jaata Hai Jab Dulhan Rukhsati Ke Baad Apne Shauhar Se Khilwat…