Kya ramzan mein or jumma ke din zawwal ke waqt bhi tilawat e quran kar sakte hai

Aur ibadat bhi kar sakte hai? Kya ye baat sahi hai. Kyuki Humne to suna hai ke zawwal ke waqt nahi padte kuch.

Jawab:

Zahwa e kubra (yaani zohar se pehle jo makrooh waqt hai) ke waqt namaz parhna jaayez nahi.

Aur behtar hai ke tilawat bhi na karein.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love