Sadqa e Fitr Ki Miqdar Kya Hai ?
Jawab:
Sadqa e Fitr Ki Miqdar Yeh Hai ki Gheun.
Ya Uska Aatha Adha Saa Dein Aur Khajoor, Munaqqa, Ya Jau, Ya Uska Aatha Ek Saa Dein Aur agar In Charon Ke Alawa Koi Doosra Galla Wagairah Dena Chahein.
Toh Qeemat Ka Lihaz Karna.
Yaani Is Cheez Ka Aadha Saa Gheun, Ya Ek Saa Jau Ki Qeemat Ka Hona Zaroori Hai.
- Advertisement -
[…] Har Roze Ke Badle Mein Sadqa-e-Fitr Ki Miqdar Miskeen Ko De […]
[…] Cheez Bhi Maal Ho Sakti Ho Aur Uski Qeemat Sadqa E Fitr Ke Qeemat Ke Barabar Ya Zyada Ho Use Diya Ja Sakta […]