Category Ramzan

Agar azan ke baad ek glass Pani piya ho to

Kya roza hojayega? Jawab: Agar waaqai sehri ka waqt khatam ho gaya tha aur fajr ka waqt ho gaya tha (azan fajr ka waqt hone par hi di jati hai) to roza na hua baad mein uski qaza karein. Khalifa-E-Huzoor…

Ramzan Sharif ke Hadees aur Fazilat

Ramzan Sharif ke Hadees aur Fazilat Hadees: Hazrate Abu Hurairah Radiyallahu ta’ala Anhu Farmate hain ke Huzoor Sallallahu Ta’ala Alaihiwasallam Farmate hain. Jab Ramzaan aata hai, aasman ke darwaze khol diye jaate hain. Ek riwayat Mein hai ke Jannat ke…

Ramzan Ke Roza Kab Na Rakhne Ki Ijazat Hai

Masla: Safar Wa Hamal (Pregnant) Aur Bachcha Ko doodh Peelana Aur Marz Aur Budhapa Ye Sab Roza Na Rakhne Ke Liye Uzr Hai. In Wujooh Se Koi Roza Na Rakhe To Gunehgaar Nahi. Masla: Safar Se Muraad Safar-e-Sharai Hai. Yaani…

Kya Suraj Gurub Hote Hi Iftar Kar Sakte Hai

Ya Fir Azan Hone Ka Intezar Karna Chahiye? Jawab: Suraj Gurub Hone Ka Yaqeen Ho Jaayein, To Fauran Roza Iftaar Kiya Jaayein. Khalifa E Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi