InSha AllahnMaSha AllahnAlhamdulillahnSubhaanAllahnJazakAllahnAssalamu AlaykumnnLikh Sakte Hai.nnKisi Mawlana Ka Kehna Hai Ke Iski Ijazat Nahi Hai Aur Iska Urdu Ya English Tarjuma Likha Jaye.nnJawab:nnArabi Ke Ilawa Dosri Zaban Me Jab Arabi Ke Alfaz Likhe Jaate Hain. To Unme Lafz Nahi, Balke Talaffuz (Pronunciation) Ka Etebaar Kiya Jaata Hai.nnJaise Lafz ????????????? ???? ? Me Arabi Likhne Me Huroof Jitne Hain, English Roman Me Wahi Huroof Nahi Likhe Jaate.nnBalke Pronunciation Ke Etebaar Se ?Sub?HanAllah? Likha Jaata Hai.nnJab Ye Baat Samajh Me Aa Gayi, To Lafz E ??? ??????????????? Me Bhi Koi Shaks Aisa Nahi Jo Koi Dosra Maana Leta Ho.nnHar Koi Jis Zaban Me Bhi Likhega Us Ka Maqsood Yahi Hota Hai ?Agar Allah Chaahe? Aur Agar Har Zaban Me In Aur Sha Ko Alag Alag Likha Jaaye. To Phir Ye Bhi Eteraaz Hoga Ke Bolne Me Bhi In Aur Sha Ko Alag Alag Bola Jaaye.nnHalaanke Har Koi Ek Sath Ek Saans Me InshaAllah Kehta Hai.nnLehaza Ye Dosri Zabaan Me Likha Jaaye To Ijazat Hai.nnJaise Urdu Me Bhi Lafz E In Sha Allah Mila Kar Hi Likhna Ma?roof Hai.nnAise Hi English Me Bhi Koi Zaruri Nahi Ke Alag Alag Likha Jaaye.nnMagar Arabi Me Jab Likha Jaaye To 3 Tukdo Me Alag Alag Hi Likha Jaaye.nn??????????????nKhalifa E Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????