Kya Shadi Ke Pehle Ya Baad Me Ladki Ke Ghar Wale Ladke Ke Ghar Khana Peena Nahi Kha Sakte

Hamare Yaha Aisa Log Karte Hai Ki Agar Rishtha Fix Ho Gaya To Uske Baad Ladke Ke Ghar, Yaani Ladki Ki Susral Mein Khana Peena Nhi Khate Peete Hai.

Kya Iska Koi Saboot Hai Hadees Shareef Mein, Ya Phir Logo Ne Apne Mann Se Riwaz Banaya Hai.

Aur Apne Shahar Se Kisi Dusre Shahar Mein Shadi Ki Ladki Ki, To Wahan To Khate Hai.

Par Yahi Ki Yahi Shadi Hui, To Yaha Kyu Nhi Ho Sakta?

Jawab:

Kha Sakte Hain Kuchh Harj Nahin.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love