Bachche Chhote Hai.nnUnki Parwarish Ka Kharcha Kis Par Hoga.nnANSWERnnKhula Ke Ba?d Ladka 7 Saal Aur Ladki 9 Saal Tak Maa Ki Parwarish Me Rahenge.nnnPhir Baap Ke Paas Aa Jayenge Aur Agar Ladke O Ladki Ke Paas Apna Maal Naho To.nnnLadke Ke Baalig Hone Tak Aur Ladki Ki Shadi Hone Tak Unka Nafqah Baap Par Wajib Hai.nnnAur Agar Iddat Ke Ba?d Maa Ne Kisi Aise Mard Se Nikah Kiya Jo Ladke Ladki Ka Naa Mahram Hai.nnnTo Maa Ke Liye Haqq E Parwarish Saaqit Ho Jayega Aur Naani Ke Liye Haqq E Parwarish Hai.nnnPhir Naani Ki Maa Phir Dadi Wagairah.nnn????? ?????? ????nnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????