Lekin Us Waqt Uske Paas Koi Sona Ya Chandi Aur Male Tijarat Nahi Tha.
Ab Zaid 1 Shawwal 1339 Ko Nikah Karta Hai.
Uske Pas Jama Paisa Us Din Kharch Ho Jata Hai.
Lekin 2 Shawwal 1339 Ko Uski Walida Zaid Ko Sone Ka Biscit Gift Mein Deti Hai.
To Kya Zaid Par Zakat Hogi?
Zaid Par Koi Qarz Bhi Nahi Hai?
Jawab:
Zaid Par 2 Shawwal 1339 Ko Jitna Maal Hai Us Etebaar Se Zakat Wajib Hogi.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi