Agar Kisi Ne Makan Kharidne Ke Liye Loan Li Hai Aur Makan Ki Kul Kimat 12 Lakh Hai.
Magar Loan Me Usko 21 Lakh Bharne Hoge.
To Ab Uski Savings Me Se 12 Lakh Qarz Kam Kar Ke Zakat Deni Hogi.
Ya 21 Lakh Qarz Kam Kar Ke Baki Rakam Ki Zakat Deni Hogi?
ANSWER
Loan Jo Liya Jata Hai Us Ki Raqam Qisto Me (Installment) Di Jati Hai.
Lehaza Kuch Bhi Kami Nahi Ki Jaayegi Pure Paiso Ki Zakat Nikaali Jaayegi.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa E Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.