Zakat ka paisa kisi trust ko agar milta hai. To kya usko saal guzrne tak kharch kar dena padega.

Ya is tarah zakat ki rakam agar jyada ho jaye to kya karna chahiye?nnJawab:nnZakat ki raqam jab tak faqeer ki milkiyyat mein na jaayein, zakat ada na hogi aur takheer ka gunah hoga.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love