Zaid ke paas ek chhota sa ghar hai or abhi 3-4 mahine pehle unhone auto rickshaw kharida qarz par

Ab kamate hain or uska bhi payment bharte hain or apna bhi ghar chalate hain.nnTo kya unko zakat fitra de sakte hain.nnJawab:nnAgar waaqai unke paas hajat e asliya ke ilawa itna maal, ya sona, chandi, paise nahi jiski qeemat 52.5 tola chandi ko pahoch jaaye.nnTo unhe zakat o fitra diya ja sakta hai.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love