Agar damad ko zakaat de to kya wo apni biwi ko usme se kharch karne ke liye paise de sakta hai?
Jab ke damad zakaat ka mustahiq hai.
Jawab:
Agar waaqai damad mustahiq e zakaat ho aur Hashmi na ho, to Use Zakaat ki Raqm di ja sakti hai balke is mein sawaab zyada hai.
Aur Damad jab malik ho jaaye to Jahan chahe jis pe chahe kharch karein.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -