Jo maal ek saal purana na howa ho uspar zakat ka kya hukum hai
Jawab:
Agar Pehle se us ke paas maal hai ke wo malik e nisab hai to Saal ke Akhir mein Jitna bhi maal us ke paas hoga us par zakaat hogi, agarche Kuch maal ko mile hue ek din hua ho.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○