Jawab:
Mustahiq E Zakat Ko Zakat Ki Raqam De Aur Woh Zakat Ki Raqam Pe Qabza Karke Apni Taraf Se Jis Deeni Kaam Ke Liye Dena Chahe De De.
Maslan Kisi Masjid Ki Tameer Ke Liye Zakat Ki Raqam Jama Ki Gayi Woh Raqam.
Maslan Zaid Mustahiq E Zakat Ko De Kar Usko Malik Bana De.
Zaid Ke Qabza Karte Hi Zakat Ada Ho Gayi.
Ab Zaid Woh Raqam Apni Taraf Se Masjid Ki Tameer Mein De De.
Heela E Sharee Hai.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi