Mustahiq Ke Bank Account Mein Agar Zakaat Ki Rakam Jama Kardi Toh Adayegi Kab Hogi?

Mustahiq Ke Rakam Par Kabze Ke Baad Ya Jama Karte Hi Fauran?

Jawab:

Muhatarm Maine Is Baarein Mein Ulama Ka Ikhtelaaf Suna Hai.

To Jab Tak Mujhe Apne Akabir Ulama Se Is Baare Me Unka Mauqaf Maloom Na Ho Jaye Mujhe Jawab Se Mazoor Rakha Jaayein.

Waise Ziyadah Ihteyaat Is Mein Hai Ke Zakat Ki Raqam Account Se Nikal Kar Qabza Karle.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love