Alam Tajiya Dekhne Ke Liye Nikalna Kaisa Hai?
Jawab: A’ala Hazrat Alaiyhi Rehma Farmate Hai:
Jo Kaam Na Jaayez Hai Usey Tamashe Ke Taur Par Dekhne Jana Bhi Gunah Hai.
فتاوى رضويه ج24 صفحہ499
Mazeed Ek Maqam Par Irshad Farmate Hai:
Alam Tajiye Mehandi Unki Mannat, Gasht Chadhawa, Dhol Tashe, Marsiye Matam Masnui Karbala Ko Jana Aurato’n Ka Tajiye Dekhne Ko Nikalna.
Ye Sab Baatein Haraam O Gunah O Najayez O Mana Hai.
فتاوی رضویہ شریف جدید ج24 ص498
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.