Suna Hai Agar Kisi Ne Tajiya Banana Ki Mannat Mani To Zaroor Banana Chahiye
Warna Nuqsan Hoga.
Kiya Ye Baat Durust Hai?
Jawab:
Aala Hazrat Farmate Hai:
Tajiya Banana Biddat O Gunah Hai.
(Lihaza) Na Karne Ko Bais-E-Nuqsan Khayal Karna, Zanana-E-Waham Hai.
Musalmano Ko Aisi Harkaat Se Baaz Aana Chahiye.
فتاوی رضویہ شریف ج 24.ص499اور503
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.