YA NABI NAZRE KARAM FARMANA

n

Ya Nabi nazre karam farmana

n

Aye Hasnain ke nana, Aye Hasnain ke nana

n

Zahra paak ke sadqe humko, Taiba me bulana

n

Aye Hasnain ke nana, Aye Hasnain ke nana

nnnn

Aap ke dar ka mai hu bhikari ,Aap hai mere daata

n

Saare rishte naato se hai Pyaara apna naata

n

Aap ko hai aata hai jinko sabki laaj nibhana

n

Aye Hasnain ke nana, Aye Hasnain ke nana

nnnn

Be saaya hai lekin woh Jag par hai aapka saaya

n

Arshe moh`alla bana mohalla Deed ko Rab ne bulaya

n

Hasr tak na hoga kisika, Aisa aana jana

n

Aye Hasnain ke nana, Aye Hasnain ke nana

nnnn

Sajh gayi hai milad ki mehfil, Kya hai khoob nazara

n

Kaifo masti me dooba hai, Dekho aalam saara

n

Dhund rahi aap ki rehmat Bakshish ka bahaana

n

Aye Hasnain ke nana, Aye Hasnain ke nana

nnnn

Nisbat ka faizan hai dekho, Khadim e Gaus e Jali hu

n

Karta hai mujh pe naaz zamana, Mai Ausaat e Ali hu

n

Aap ki aal ke dar ka sag hu Aur saahil hu purana

nnnn

Ya Nabi nazre karam farmana

n

Aye Hasnain ke nana, Aye Hasnain ke nana

n

Share your love