Hazrat Kuch Log Jo Ye Kehte Hain Ke Fatawa Razawiya Aam Karenge. Kehte Hain Ke Kahin Aala hazrat Ne Ojhdi Ko Najayez Nahi Kaha Hai. Uska Khana Jayez Hai.

ANSWERnnYahi Chand Afrad Ojhdi Ko Jayez Maante Hai.nnHalaanke Fatawa Razawiya Me Hai Ke Saail Ne PoochannQurbani Ka Gosht Laa Mazhab Yaani Hindu Wagaira Ko Dena Jaayez Hai Ya Nahi?nnIsKe Jawab Me Imam E Ahl E Sunnat Ne Farmaya:nnBhangi Wagaira Kisi Kafir Ko Qurbani Ya Aur Koi Sadqah Dena Jaayez Nahi Hargiz Na Dein.nnPhir Poocha: Qurbani Ki Aant Qurbani Ke Gosht Me Shamil Ki Jaawe Ya Kya?nnIsKe Jawab Me Imam E Ahl E Sunnat Ne Farmaya ?Ojhdi Aante Jin Ka Khana Makrooh Hai.nnTaqseem Na Ki Jaayein.nnBalke Dafn Kardi Jaayein Aur Agar Bhangi Utha Le Mana Ki Haajat Nahi?.nn(Fatawa Razawiya Jild 6 Safah 167)nnYe Irshad E Imam Ba Aala Nida Munaada Ke Ojhdi Aur Aant Ajza E Gosht Se Nahi.nnKyu Ke Gosht Ko To Farma Diya Ke Kafir Ko Dena Jaayez Nahi,nnHar Giz Na Den.nnAur Ojhdi Aur Aant Ko Farmaya Ke Bhangi Utha Le To Mana Ki Haajat Nahi.nnAgar Wo Ajza E Gosht Se Hote To Zarur Mana Ki Haajat Hoti Aur Bhangi Ko Le Jaane Dena Jaayez Na Hota.nnNeez Saail Ne Poocha ?Badan E Haiwaan Ma?kool Ul Lahm Me Kya Kya Cheezein Makrooh Hain?nnIske Jawab Me Imam E Ahl E Sunnat Farmate Hainnn7 Cheezein To Hadeeso Me Shumar Farmaayi Gayinn1) Murara Yaani Pitta,n2) Masaana Yaani Phunkna,n3) Haya Yaani Farjn4) Zakarn5) Unsayainn6) Guddahn7) Dam Yaani Khoon E MasfoohnnHamare Imam E Azam ??? ???????? ?????? ??????????? Ne Farmaya Khoon To Haraam Hai.nnQur?an E Azeem Me Iski Tahreem Mansoos Aur Baaqi Cheezein Main Makrooh Samajhta Hu Ke Saleemut Taba? Log In Se Ghin Karte Hain Aur Inhe Gandi Samajhte Hain.nnAur Allah Ta?ala Farmata Hai.nn(Surah A?raaf Aayat 157)nnYe Nabi ? In Par Sab Gandi Cheezein Haraam Farmayega.nnHaashiya Allama Tahtawi Me Hai. ??? ??? ????? ???. Is Tarah Yanabee? Me Hai ??? ??? ?? Aur Mukhtar O Mo?tamad Ye Hai Ke Karaahat Se Muraad Karaahat E Tahrimi Hai.nnYahan Tak Ke Imam Malik Ul Olama Abu Bakr Mas?ood Kashani Quddisa Sirruh Ne Ba Lafz E Hurmat Ta?beer Ki, Alamgeeri Me Hai.nn??? ???? ?? ???? ???? ?? ????? ??????? ????nnAur Ahl E Ilm Par Mustatar Nahi Ke Istedlal Bil Fahwa Ya Ijra E Illat E Mansoosa Khaassah Mujtahad Nahinn??? ?? ???? ??????? ???????? ???? ??? ????? ?? ???????nnAur Yahan Khud Imam E Azam ??? ???????? ?????? ??????????? Ne Ashiya E Sittah Ki Illat E Karaahat Par Nass Farmaya Ke Khabaasat Hai.nnAb Faqeer Mutawakkilan Alallahi Ta?ala Koi Mahall E Shak Nahi Janta Ke Kursh Yaani Ojhdi Im?aa Yaani Aante Bhi Is Hukm E Karaahat Me Dakhil Hain Aur Beshak Kursh (Ojhdi) Wa Im?aa (Aante) Masaana Se Agar Khabaasat Me Zaayed Nahi To Kisi Tarah Kam Bhi Nahi Masaana.nnAgar Ma?dan E Baul Hai.nnShakanba Wa Raoda Wa Makhzan E Fars Hai.nnAb Chaahe Ise Dalaltun Nass Samajhiye Khwa Ijra E Illat E Mansoosah?.nn(Fatawa Razwiya Jild 8 Safah 324,326)nnAb Arz Hai Ibaratun Nass Se Jab Karaahat E Tahrimi Sabit Hai.nnTo Dalalatun Nass Se Karaahat E Tahrimi Hi Saabit Hogi? Ya Kuch Aur?nnYu Hi Mantooq Me Agar Hukm Karaahat E Tahrimi Ka Hai To Maskoot Me Ba Ijra E Illat E Mansoosah Yahi Hukm E Karaahat E Tahrimi Sabit Hoga Ya Kuch Aur?nnAgar Karaahat E Tahrimi To Ye Fatawa Razaviya Aam Karenge Ka Naara Lagaane Waale Aur Maslak E Alahazrat Ki Wafa Daari Ko Mahsoor Karne Waale Chand Afraad Ojhdi Ko Barmala Jaayez Keh Kar Imam E Ahl E Sunnat Quddisa Sirruh Ke Mukhalif Aur Maslak E Alahazrat Ke Baaghi Hue Ya Nahi?nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMUFTI DILSHAD AHMAD QADRI RAZVInKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love