Zaid ke upar qurbani wajib hai ya nahi is baat ka zaid ko ilm nahi hai?

To kya zaid is niyat se qurbani kar sakta hai ki agar mere upar qurbani wajib hai, to ye qurbani mere naam pe hai.nnAgar mere upar qurbani wajib nahi hai, to ye Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ke naam pe.nnKya aisa niyat karna durust hai. Agar nahi to koi tarika bataye.nnJawab:nnNaam Muta’aiyyan karna zaruri hai.nnLehaza apne naam se kare taake wajib hoto ada ho jaaye, warna sawaab paaye.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love