QURBANI KA HUKM?nnMASLAH:- Qurbani ka hukm ye hai keh us ke zimmah jo Qurbani wajib hai kar lene se bari-uzzimmah ho gayann(Bahar e shari’at)nnMASLAH:- Achhi niyyat se ki hai riya (dikhawa) wagairah ki mudakhalat nahin to allah ke fazl se ummeed hai keh aakhirat mein uska sawab mile.nnMASLAH:- Ek se ziyadah Qurbani ki sab Qurbaniya jaayez hain ek wajib baaqi naflnn(Bahar e shari’at)nnMASLAH:– Agar ek poori gaaye Qurbani ki to poori se wajib hi ada hoga ye nahin ke saatwa hissa hi wajib ho baaqi naflnn(Bahar e shari’at)nnBOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBANInn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmed Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????