Category Qurbani

Qurbani kis par wajib hai?

ISLAM Yani Gair Muslim Pe Qurbani Wajib Nahi. IQAMAT Yani Muqeem Hona Musafir Par Wajib Nahi. TAWANGARI Yani Maalik Nisaab Hona Yahan Maaldaari Se Murad Wahi Hai Jis Se Sadqa E Fitr Wajib Hota Hai. Woh Murad Nahi Jis Se…

Qurbani ka janwar kaisa hona chahiye

QURBANI KE JAANWAR ME AIB KA BAYAN?nnMASLAH:– Qurbani ke Janwar ko aib se khaali hona chaahiye aur thoda sa aib ho to Qurbani ho jayegi. Magar makrooh hogi aur ziyadah aib ho to hogi hi nahin.nn(Bahar e shariat)nnMASLAH:– Jis ke…

Qurbani karne ka waqt kitna hai?

HADEES: Hazrat E Barraa RadiAllahu Taala Anhu se riwayat hai ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya sab se pahle jo kaam aaj ham karenge woh ye hai ke namaz padhein, phir iske baad Qurbani karenge, jisne aisa kiya…

Eid ul fitr ke din kya karna chahiye

EID ul fitr Ke din ye umoor mustahab hain. 1) Hajamat Banwana 2) Naakhun Tarashwana 3) Ghusl Karna 4) Miswak Karna 5) Achche kapde pahanna, naya ho to naya warna dhula hua. 6) Angoothi Pahanna 7) Khushboo Lagana 8) Subah…

Qurbani ki dua aur tarika

ZABAH SE JAANWAR HALAL HONE KE LIYE CHAND SHARTEIN HAIN?nnZabah karne wala aaqil ho majnoon (pagal) ya itna chhota bachcha jo be aqal ho unka zabeeha jaayez nahin aur agar chhota bachcha zabah ko samajhta ho aur us par qudrat…