Tag Bahar E Shariyat

Nashe Mein Talaq De Di To Kya Hukm Hai?

Jawab: Talaq Ke Liye Sharth Yah Hai Ki Shohar Aaqeel Baalig Ho. Naa Baalig Ya Maznoon, Na Khud Talaq De Sakta Hai Na Uski Taraf Se Us Ka Wali. Magar Nasha Waale Ne Talaq Di To Waqai Ho Jayegi Ki…

Eid ul fitr ke din kya karna chahiye

EID ul fitr Ke din ye umoor mustahab hain. 1) Hajamat Banwana 2) Naakhun Tarashwana 3) Ghusl Karna 4) Miswak Karna 5) Achche kapde pahanna, naya ho to naya warna dhula hua. 6) Angoothi Pahanna 7) Khushboo Lagana 8) Subah…

Peeri Aur Mureedi Par Sawal

1. Peeri Muridi Ki Haqiqat Kya Hai. Kyun Kisi Ko Apna Peer Banana Chahiye. Kya Huzoor Aleyhis Salaam Ka Farmaan Hai? 2. Peer / Murshid Ki Pehchaan Kaise Karein Ki Kya Yeh Peersaheb Nek Hai Yah Sirf Dikhawa Hai? 3.…

Makruh Waqt Mein Namaz e Janaza Padhna Kaisa Hai?

Jawab: Agar Makruh Waqto Mein Janaza Laaya Gaya, Toh Ussi Waqt Padhein Koyi Karahat Nahi. Karahat Uss Surath Mein Hai Ki Pehle Se Janaza Tayyar Moujood Hai Aur Taaqir Ki, Yaha Tak Ki Waqte Karahat Aagaya! Bahar E Shariyat, Aalamgeeri

Qurbani ka gosht taqseem ka bayan

Qurbani ka gosht ka bayan? MASLAH: Qurbani ka gosht khud bhi kha sakta hai aur dosre shakhs gani, ya faqeer ko bhi de sakta hai khila sakta hai. Balke usme se kuch kha lena Qurbani karne wale ke liye mustahab…