Tag Bahar E Shariyat

Suraj / Chand Grahan Ki Namaz Kaun Si Hai?

Jawab: Suraj Grahan Ki Namaz Sunnt E Muaqqada Hai Aur Chand Grahan Ki Mustahab Hai. Suraj Grahan Ki Namaz Jamat Se Padhani Mustahab Hai Aur Tanha-Tanha Bhi Ho Sakti Hai. Aur Jamat Se Padhi Jaayein To Khutbe Ke Siwa Tamaam…

Namaz Mein Aanhkein Band Karna Kaisa?

Kya Namaz Mein Koi Khararat Hogi? Jawab: Huzoor Sadrushshariah Badruttariqah RadiAllahu Taala Anhu Irshad Farmate Hai. Namaz Mein Aankhein Band Rakhna Makrooh Hai. Magar Jab Khuli Rahne Mein Khushu Na Hota Ho. To Band Karne Mein Harj Nahi, Balkeh Bihtar…

Takbeer e tashreeq ke masail

Jise takbeer e tashreeq kahte hain woh ye hain. Allahu akbar, La ilaha illa hu Wallahu akbar, Allahu akbar wa lillahil hamd Bahar e Shariyat MASLAH: 9wen zilhijjah ki fajar se 13wen ki asar tak har namaz e panjgaana ke…

Talaq ki kitni kisme hai?

Jawab: Talaq ki 3 kisme hai. Talaq Hadan Talaq Ahasan Talaq Bidai Jis Tohar (Mahine ke paaki ke din) mein wati (mubasharat) na ki ho, usme ek talaq e Rajai de Aur chore rahe yaha tak ki iddat gujar jaayein. Yah…

Kafan pehnane ka tarika kya hai?

Mas’Ala: Kafan pahnane ka tarika ye hai ki. Mayyat ko ghusl dene ke baad badan kisi kapde se Aahista Poch le ki kafan tar na ho. Aur kafan ko 1 Ya 3 Ya 4 Ya 7 Baar dhuni de le…

Hajj mein kitni sunnatein hai?

Hajj ki 15 Sunnatein hai. (1) Tawaf-E-Qudum: Ya’ani Meekaat ke baahar Se Aane Wala Makka Muazzama mein Haajir Ho kar Sab Se Pahla Jo Tawaf karein Use Tawaf-E-Qudum (Pehla Tawaf) Kahte Hai. Tawaaf-E-Qudum Mufreed Aur Kaarin ke Liye Sunnat Hai…