Tag Bahar E Shariyat

Tawaf Aur Sayee Mein Salam Karna

Salam Ka jawab dena Kaisa Hai. Jawab: Jaayez Hai. Yah Baatein Tawaf wa sai dono mein Jaayez hai. 1) Salam Karna 2) Salaam Ka Jawab dena. 3) Haajat ke liye Kalam karna. 4) Fatwa puchna. 5) Fatwa dena. 6) Paani…

Kya Khudkhushi Karne Wale Ki Namaz e Janaza Hogi?

Jawab: Khudkhushi Karne Wale Ki Bhi Namaz E Janaza Padhi Jaayegi. Huzoor Sadrushshariah Badruttariqah RadiaAllahu Taala Anhu Irshad Farmate Hai. Jisne KhudKushi Ki Halake Ye Bahut Bada Gunaah Hai. Magar Uske Janaza Ki Namaz Padhi Jaayegi. Agarche Qasdan (Jaan Boojh…

Kaun se waqto mein Namaz Padhna jayez Nahi

Mas’Ala: Koi So Raha hai Ya Namaz padhna bhul gaya to jise malum ho us par wajib hai ki sote ko jagade aur bhule huye ko yaad dila de. Durre mukhtaar Mas’Ala: Qaza ke liye waqt Muayyan (Mukarra) Nahi Umr…

Kafan Ke Kitne darje Hote hai?

Mayyat ko kafan dena farz E Kifaya hai. (Agar kisi ne kafan nahi diya to jisko ma’alum tha sab gunahgaar huye). Kafan ke 3 darje hai 1. Jarurat 2. Kifaayat 3. Sunnat Mard ke liye 3 kapde Sunnat hai 1.…

Mayyat ko ghusl dene ka tarika?

Mas’Ala: Mayyat Ko Nahlaana Farz E Kifaya Hai. Baaz (Kuch) Logo ne Ghusl De diya To Sab Se Saakit Ho Gaya. (Aalamgeeri) Mas’Ala: Mayyat ko Ghusl / Nahlaane ka Tarika Yah Hai Ki jis Chaarpai, Ya Takhat, Ya Takhate Par…