Aaj kal heavy deposit par makaan diye jate hain jiska kiraya nahi hota.

Lehaza makan ka deposit dene wale aur lene wale ke liye kya hukm hai. Main ek jaga padha ke ye sood mein shumar hota hai. Kya ye saheeh hai.

Jawab:

Is tarah begair kiraaye ke makan lekar uska istemaal karna jaayez nahi hai.

Agar khud istemaal karna chahe to kiraaya bhi muqarrar karna zaruri hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah

Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi

Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love