Agar underwear par mazi ke qatre lag gaye
Aur paseene se underwear tar ho jayein aur mazi wale hisse se wo tari mil jayein. To ab sirf us mazi wale hisse ko pak karna hoga, ya jitna hissa pasine se tar hua tha wo sab pak karna hoga?…
Aur paseene se underwear tar ho jayein aur mazi wale hisse se wo tari mil jayein. To ab sirf us mazi wale hisse ko pak karna hoga, ya jitna hissa pasine se tar hua tha wo sab pak karna hoga?…
Ek dhiram se kaam bhi ho tho paak karna zaroori hai kya? Jawab: Ji haan mazi, mani, peshab wagaira sab Napak nijasat e Galeeza hai. Agar nijasat e Galeeza ek dirham se kam lag jaayein, to uska saaf karna Sunnat…
Jawab: Parh sakte hain. Magar Wuzu karle to behtar hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
Aise mein taharat kaise haasil karein aur namaz ada kaise ki jayein. Rahnumai farmae. Jawab: Ankh par pani dalna muzir ho to jitni jagah pani daalna Waqai muzir hai utni jagah Geeli Hath se Masah kar le aur baqiya jagah…
Aur Mana Hai toh kaunsa garam pani se wazu mana hai. Jawab: Gyser / Heater se jo pani garam kiya jata hai. Usse wazu kiya ja sakta hai. Wo pani Jo suraj ki Garmi Yaani dhoop mein garam ho use…
To Kya Wazu Toot Jayega Ya Baaki Rahega? Jawab: Agar Kahi Tek Laga Kar Na Soya Tha, Aur Naa Hi Lait Kar Soya Tha. Balki Yuhi Ek Lamha Ke Liye Ankh Lagi Aur Jhonka Aaya Aur Ankh Khul Gayi, To…
To agar bazu ke bathroom se pani liya. Jiski wajah se jism sookh jata ho bucket ke bharne tak. To kya dobara se aaza ko dhona hoga. Rahnumai farmaye Jawab: Jin A’za par pani 3 baar beh chuka, to sunnat…
Tahiyatul wazu: Wazu Karne ke baad Aaza E Khushq hone se pahle 2 Rakat Namaz padhna Mustahab hai. Sahi Muslim me hai Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya jo Shakhs wazu karein Aur achcha wazu karein Aur zaahir wa baatin…
Toh Woh Namaz Kis Tarah Ada Karein Aur Kya Ghusl Karna Wajib Hoga. Ya Phir Kapde Badal Kar Namaz Ada Kar Sakhte Hai? Jawab: Begair Shahwat Mani Nikalne se Ghusl Wajib Nahi Hota. Istenja Karke Wuzu Kar Lena Kaafi Hai.…
Jawab: Afzal Durood e paak hai ke Ghusl khana mein dakhil hone se pehle aur nikalne ke baad Durood shareef parhe. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
Jawab: Jab Pani Par Qudrat na Ho Toh Tayammum Karna Jayez Hai. Pani Par Qudrat Na Honi Ki Kya Surat Hai? Jawab: Paani Par Qudrat Na Hone Ki Yeh Surat Hai Ki Aisi Beemari Ho Ki Jo Wazu, Ya Ghusl…
Jawab: Mustamal Pani Ko Qaabil E Istemaal Bana Kar Us Se Wazu O Ghusl Karein. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi