Category Imam

Imam Agar Basarat Ya Samat Se Mehroom Ho

Ya Imam Ki Zaban Mein Luknat Ho To Uski Iqtida Mein Namaz Ka Kya Hukm Hai? Jawab: Basaarat O Samaat Se Mahroomi Ki Wajah Se Namaz Mein Karahat Nahin. Albattah Luknat Ki Wajah Se Qiraat Sahih Na Kar Paata Ho…

Imamat Ka Sabse Zyada Haqdar Kaun Hai?

Jawab: Imamat Ka Sabse Zyada Haqdar Woh Shakhs Hai. Jo Namaz, Wa Tahaarat Ke Ahkaam Sab Se Zyaada Jaanta Ho. Phir Woh Shakhs Jo Tajweed Yaani Qirat Ki Jaankaari Zyaada Rakhta Ho, Agar Koyi Shaksh Inn Baato Mein Baraabar Ho.…

Imamat ke sharayat Kitne hai.

Jawab: Gair Ma’zoor Mard ke imam ke liye 6 cheeze sharait hain. 1) Musalman hona. ) Balig hona. 3) Aaqil hona. 4) Mard hona. 5) Qiraat. 6) Ma’zoor na hona. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar…