Haiz aur nifas kise kehte hai?
Baliga aurat ke aage ke maqaam se jo khoon aadhi taur par nikalta hai aur bimari, ya bachcha paida hone ke sabab se naho to use haiz kehte hai. Uski muddat kam se kam teen din aur zyada se zyada…
Baliga aurat ke aage ke maqaam se jo khoon aadhi taur par nikalta hai aur bimari, ya bachcha paida hone ke sabab se naho to use haiz kehte hai. Uski muddat kam se kam teen din aur zyada se zyada…
Aur uske baad Haiz band hojata hai. Jabki yeh pehli jachki hai. Toh aise mein aurat kab tak Ghusl na karein aur kab tak namaz na padhein? Aur awaam mein yeh baat mashhoor hai ke 40 din tak aurat namaz…
Jawab: Hamare Imam, Imam E Azam Abu Hanifa Radi Allaahu Taala Anhu Ke Nazdik Aurat Ko Haiz Ka Khoon (10) Das Dino Ke Baad Aana Band Ho Jayein To Ghusl Se Pahle Bhi Sohbat Karna Jayez Hai. Lekin Behtar Yah…
To namaz ka kya hukm hoga? Jawab: Namaz ke dauran haiz aa jayein, To namaz tod de. Phir agar farz Namaz thi to qaza nahi, or nafl thi to taharat hasil hone ke ba’ad uski qaza zaroor padhein. Bahar-e-Shariat Hissa…
To Kya Ladkiya Pair Mein Hath Mein Mehandi Laga Leti Hai. Uske Baad Ghusl Karein To Ghusl Ho Jayega Ki Nahi? Jawab: Ghusl Ho Jaayega. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
Agar Haa to or Dusre Kya Kya Wird Kar Sakti Hai? 2) Aur Aise Halat Mei Roze Joh Nahi Rakhte Hai. To Kya Uska Qaza Rakhna Hota Hai? Jawab: 1) Ji Haan! Durood wa Deegar Auraad o Wazaif wo Kar…
Agar Dalailul Khairat sharif padh sakte hai. To jo Quran Sharif ki aayatein hai padhein ya chor de. Aur Agar Padhein to kaise padhein? Kya Dalailul Khairat sharif ki kitab chu sakte hai. Jawab: Zikr O dua ki niyat se…
Aur Agar Kar Diya To Nikah Durust Hoga Ya Nahi? Jawab: Bihtar Ye Hai Ke Haiz Ki Halat Mein Nikah Na Karein. Aur Agar Kar Diya To Nikah Ho Gaya. Magar Haiz Ki Halat Mein Hambistri Sakht Haraam Hai. Khalifa-E-Huzoor…
Halate Haiz Mein Sohbat Mubasharat / Hambistari Haraam Hai. Aayat: Allah Talaa Irshaad Farmata Hai. Tarjumaa: (Aye Mehboob!) Aur Tum Se Puchhte Hai Haiz Kaa Hukm! Tum Farmaao Ke Wah Naapaki Hai! To Aurto Se Alag Raho Haiz Ke Dino,…
To Kya Ab Ladki Gusl Karke Namaz Or Quran Padh Sakti Hai? Ladki Ki Maa Ka Kehna Hai Ke Napaki Hone Ke Baad 7 Din Ke Baad Hi Gusl Hota Hai. Usse Pahle Nahi Hota? Jawab de Taake Ladki Ko…
Jawab: Haiz wa nifas ki halat mein roza rakhna aur namaz padhna haraam hai. Un dino mein namazein maaf hai unki qaza bhi nahi. Magar rozo ki qaza aur dino mein rakhna farj hai aur haiz wa nifas wali aurat…
Tab Kya Miya aur Biwi Ek Bed Par Sath So Sakte Hai Aur Agar So Sakte Hai. To Kya Chadar Alag Rakhni Padegi. Ya Usme Koi Harz Nahi? Jawab: Haiz Ke Ayyam Mein Biwi Se Jima (sohbat) Karna Haraam Hai.…