Tag Biddat

Kya Tajiya Banana Kufr o Shirk Hai?

Jawab: Aala Hazrat RadiAllahu Taala Anhu Farmate Hai: Takiya Zaroor Na Jaayez o Biddat Hai. Magar Kufr Nahi. Mazeed Ek Maqam Par Farmaya: Tajiya Banana Shirk Nahi. Ye Wahabiya Ka Khayal Hai. Haan Biddat Gunah Hai.

Biddat Kya Hai?

Istilahe Shara (Islami Boli) Mein Biddat Aisi Cheez Ke Ijaad Karne Ko Kehte Hai. Jo Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Zahiri Zamane Mein Na Ho, Khwah Woh Cheez Deeni Ho, Yaa Duniyawi. Ashi’atul Lamaat Jild Awwal Safa 125 Biddat Ki…

Kya brush karna Biddat hai?

Jawab: Brush karna safaai ke Amal mein se hai. Aur iska Ta’alluq Zindagi guzarne ke Akhlaq o Adab se hai. Lehaza brush karna Biddat e Mubaaha keh sakte hain. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta…